1. Jis Qoum me Behayai phail jaye is me nai nai Bemarian phail jati he. 2. Tijart me Bayeemani wa Kheyant ho to Qahat prta he. 3. Log zkat na de to baarshain ne hoten. 4. Shariat k Ehkamat na many jain to koi Ghair Qoum muslat kr di jati he. 5. Hukmran Quran pr amal na krain to un me aapis me dushmanian daal di jati he. Its late but not 2late...Think 4 a Self Revolution. Tambihul Ghafileen www.noorehidayat.org

Hazrat Abu Hraira se rawayt he k Rasulullah SAWW ne kaha: Jb koi insaan mr jata he to is k sary amal mnqatah ho jaty hn mgr 3: 1. Sadqah Jaria 2. Wo ilm jis se faidah uthaya ja raha ho 3. Naik larka (aulad) jo is k leye duaa krta ho. Riaz us Saliheen, Muslim www.noorehidayat.org

Hazrat Usman rwayt krte hn: Nabi Karim SAWW?jb mayyt ko dfn se farigh ho jaty, qbr pr therty aur frmaty: Apne Bhai ke leye Istaghfar kro aur saabit qadmi ki duaa kro pus is se swal ho ga. Riaz us Saliheen, Abu Daud www.noorehidayat.org

Hazrt Abu Musa Ashri RA se rwayt he k Rasulullah SAWW ne frmaya: Jb koi aadmi mr jata he to is pr rony waly khry hoy kehty hn hay mery pahar, hay mery srdar, ya is trah k bry alfaz to 2 frishty is pr muqrqr kr deye jaty hn jo is k seny pr mukky marty hn aur kehty hn keya to isi trah tha. Riaz us Saliheen 1668, Titmizi www.noorehidayat.org

Hazrat Umar RA se rwayt he k mn ne Rasullullah SAWW?se suna aap frmaty thy Agr tum jesa chaheye wesa Allah pr tawakkl kro to tum ko is trah se rozi de jesy prindun ko deta he?subah ko wo bhoky uthty hn aur sham ko pait bhry hoye aaty hn. Ibn e Majah Wishing u a blissful day. www.noorehidayat.org.

Hazrat Ali RAA frmaty he Shaitan tumhen Faqr se drata he aur tumhen behayaee ka hukm deta he, Aur AllaH SWT tum se apny fazal wa maghfirat ka wadah krty hain. [Albadaya wa Alnahaya, Aqwal wa Khutbat Ali RAA] With Prayers www.noorehidayat.org

Hazrat Abu Saeed RAA rawayt krte he k hm Nabi SAWW ki khidmat me baithy howe thy k aik aadmi aa kr arz krne laga ya Rasulullah keya koi Neeki aisi reh gai he jo me apne Waldain ki Maut k baad un k leye kr sakun? Aap ne frmaya: Haan, 1. Un donun k leye Duaa aur Istaghfar, 2. Aur un k Wadun ko pura krna, 3. Aur un se wabasta Rishtun k saath Silah Rehmi. 4. Aur un k Dostun ka Ikraam wa Ehtram. [Riaz us Saliheen, J1,344] www.noorehidayat.org

Hazrat Ali RAA ka irshad he k Agar AQAL se RiZQ milta to AQALMaNDUN k pass hi RiZQ hota, kitny hi MoMiN hain jo AiK ZaMaNA tk bhooky rehey hain aur anqreeb wo SaLSabeeL ki SharAb se SairaB hun ge. [Albadaya wa Alnahaya, Aqwal wa Khubat Ali RAA] With Prayers www.noorehidayat.org

Hazrat Ali RAA frmaty he k samjh se khali ibadat aur tadabr se khali tilawat me khair ne. [Ihya-e-Aloom, J1, Imam Ghazali] With Prayers www.noorehidayat.org

NiKAH (marriage) ki asal WAJOOD ka sabab aur KHANA (eating) baqaeye WAJOOD ka sabab he, NiKAH shewat k leye ne, blkah shewat ko is maqsad k leye paida keya geya k log NiKAH kren, aur rahe deen pr chalne wale paida hun. [Kemya e Saadat, Imam Ghazali] www.noorehidayat.org